26/03/2012

WHAT IS CHEMISTRY-

a hamara armano bhara beaker,
Aur hum chup rahe benzaldehyde ka kadwa ghoont pikar,
ab uski yaadon ke siwa hamara kam chalta na tha,
Aur lab me hamara dil k siwa aur kuch jalta na tha,
zindgi ho gayi unsaturated hydrocarbon ki tarah,
aur hum firte hain awara free hydrogen ki tarah.

No comments:

Post a Comment