17/04/2012

WAQT

Jindgi me waqt se jyada apna or paraya koi nahi
hota,
waqt apna hota hai to sab apne hote hai,
or waqt paraya hota hai to
apne bhi paraye ho jate hai..!

No comments:

Post a Comment