05/04/2012

MAGAR-

Tum se bahut kuch kehna hai
MAGAR

kabhi tum nahi milte to

kabhi alfaaz nahi milty,

Ek nahi duniya basana chahta hu,

MAGAR

kabhi nind nahi aati to kabhi

khwaab nahi milty,

Ye doriyan to mita do main ek

pal main

MAGAR

kabhi kadam nahi chalte to

kabhi raste nahi milte,

mein to milne ko Betab hu
Bahut

Magar,
Kbhi waQT Nhi milta,

To kbhi tum milte...

No comments:

Post a Comment