11/05/2012

jindgi ki udan

Zindagi ki asli udaan abhi
baaki hai,
Zindagi ke kai imtihann abhi
baaki hai.
Abhi to napi hai muthi bhar
zameen aapne,
Aage abhi saara aasman
baaki hai.

No comments:

Post a Comment