21/05/2012

MISS YOU

Tum se bohut kuch kehna hai
MAGAR

kabhi tum nahi miltey to

kabhi alfaaz nahi miltey,

Ek nayi duniya basana chahta hu

MAGAR

kabhi neend nahi aati to kabhi

khwaab nahi miltey,

Ye duriyan to mita du main ek

pal main

MAGAR

kabhi kadam nahi chaltey to

kabhi rastey nahi milte,

mein to milne ko Betaab hu

bahut

MAGAR

Kabhi waqt nhi milta or kabhi TUM

nahi miltey ... MISS YOU

No comments:

Post a Comment